Pages

Friday 18 July 2014

MUJHY MOHABAT KERNA SIKHA GAYA WO SHAKS


BAITIYAN


JO MUJHY TUJH SE JUDAH KERTI HAI


TARAS JAO GAY HUMAIR LABON SE SUNANE KO AIK AIK LAFZ


MAIN TUMHARI KUCH NEHI LAGTI


ZINDAGI BARABD MAT KERNA


TUM BHI PIYAR KERTEY HO


MAIN AIK PHOOL HOON UJHARI BAHARON KA


KHUSH HOON TERE BAGAIR BHI MAGAR


MAINE INTAZAR KERNA NEHI CHORA..

MAIN KHUD  HERAN HOON APNE SABAR KA PEHLU DEKH KER

TUM NE YAAD KERNA CHOR DIYA PER MAIN NE INTAZAR KERNA NEHI CHORAN



TERE DEED K BAHNE DHOONDHTI HAIN>>


BARDAB KERNE K AUR BHI RASTEY THE


KON SA LEHJA DIL KI DUNIYA


MEHNDI SE HATHELI PE NAAM LIKHNA


AYE CHAND


Hum To dil se haare

Teri Yaad mai pagel pal pal rotha hai
Bin Tere Na jage yeh na sotha hai
Afser tanayhee mai tuje pukare,na zor dil pe chale
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Teri Yaad mai pagel pal pal rotha hai
Bin Tere Na jage yeh na sotha hai
Afser tanayhee mai tuje pukare,na zor dil pe chale
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare

Ab jane hum,yeh pyaar kya hai,darde jiger
mushkil badha hai,sunta nahien kehna koi bhi
dil pe khabar,zith mai aada hai
samjahon kasie usse jane jaaa
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare

Har aaina thota lage hai, sach bhi hume jootha bhi lage hai
Jaane kaha hum aagahay hay,sara jaha rootha lage hai
Kya darde diya kya kahee
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare

Teri Yaad mai pagel pal pal rotha hai
Bin Tere Na jage yeh na sotha hai
Afser tanayhee mai tuje pukare,na zor dil pe chale
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare
Haare Haare Harree,Hum To dil se haare 


jaa re jaa,,jaa re jaa mjhe tmse pyaar nh hy

ja re ja,,ja re ja 
mjhe tmse pyaar nh hy
ja re ja,,ja re ja
ja re ja,,ja re ja
mjhe tmse pyaar nh hy
ja re ja,,ja re ja
ja re ja,,ja re ja

jbtk rhega mere samne tu
tjhko hi dkhe jao ga
tu h manzil rahe ga raasta bh
bs tere hi hojao ga
dil ko hi dukhao ga
khd ko hi satao ga
nh mjhko pyaar nh hy
ja re ja,,ja re ja
ja re ja,,ja re ja
mjhe tmse pyaar nh hy
ja re ja,,ja re ja

dil chaahe kamre mai bnd hojao
duniya se door sbse door
rishte naate bndhn sb jhuti bten
duniya daari ka hy sansaar
na yun dil ko jala
na yun dil ko jala
duniya karaar nh hy
yahan pyaar nh hy
yahan pyaar nh hy

jaa re jaa,,jaa re jaa
jaa re jaa,,jaa re jaa
mjhe tmse pyaar nh hy
jaa re jaa...
 
 
 

Yaad To Aati Hogi Dil Dukhati Hogi.

Yaad To Aati Hogi Dil Dukhati Hogi.



Meri Tasveer Tumhe Roz rulati hogi,



Bewafai ki Tumhe dard to hoti hogi.



Din mein hasti ho to kiya.


Raat mein Roti hogi,



Neend bhi Roz Tumhe der se aati hogi,



Tumne samjha hi nahi ek deewane ko..


khoon se Main ne likha apne afsaane ko,



Tere Aachal per koi cheet to aati hogi,



Zindagi ek naya zakhm bana di Tumne,


apne hatho se Aag laga di tumne,



janejaa maut nahi Sharm to aati hogi.



Yaad To Aati Hogi Dil Dukhati Hogi.


Hai dil ye mera mujhe hardum ye poochta

Hai dil ye mera mujhe hardum ye poochta
 Kyun hai mujhe tujhse itni wafaa
 Kyun teri hasrat
 Hai har khwahish se badhkar mujhe
 Kyun naam tera hi leti zubaan
 
 Saathi tera bann jaaun kyun hai yeh junoon
 Har aansun tera pee jaaun or de du sukoon
 Har din tujhko chaahun teri raah takun
 Apni baahon mein tujhko main salamat rakhun
 
 Tere hi baare mein hai ab har zikr mera
 Huaa hai kaisa asar yeh tera
 Koi naseehat na chaahun main koi salaah
 Jo rooh ne mere tujhe chun liya
 
 Saathi tera ban jaaun kyun hai yeh junoon
 Har aansun tera pee jaaun aur de du sukoon
 Har din tujhko chaahun teri raah takun
 Apni baahon mein tujhko main salaamat rakhun
 
 Hai dil khamakhaa pareshan badaa
 Isko koi samjah de zaraa
 Ishq mein fanaa ho jaana
 Hai dastoor yahi
 Jisme ho sabar ki fitrat wo ishq hi nahin
 Samajh bhi ja aye dil mere kya hai ye maajra
 
 Saathi tera bann jaaun kyun hai yeh junoon
 Har aansun tera pee jaaun aur de du sukoon
 Har din tujhko chaahun teri raah takun
 Apni baahon mein tujhko main salaamat rakhun
 
 
 
 
 

Jis din se juda woh humse hue, is dil ne dhadakna chhod diya,

 Woh mera raunak-e-mehfil kahan hai
 Meri bijli, mera haasil kahan hai
 Mukaam uska hai dil ki khalbaton mein
 Khuda jaane mukaam-e-dil kahan hai
 
 
 Jis din se juda woh humse hue, is dil ne dhadakna chhod diya,
 Is dil ne dhadakna chhod diya
 Hai chand ka munh utra utra, taaron ne chamakna chhod diya,
 Taaron ne chamakna chhod diya
 
 Woh paas hamare rehte they, berut bhi bhahaar aa jaati thi
 Woh paas hamare rehte they, berut bhi bhahaar aa jaati thi
 Ab laakh bhahaarein aayein to kya, ab laakh bhahaarein aayein to kya
 Phoolon ne mahakna chhod diya, phoolon ne mahakna chhod diya
 Hai chand ka munh utra utra, taaron ne chamakna chhod diya,
 Is dil ne dhadakna chhod diya
 
 Humraah koi, saathi bhi nahin, ab yaad koi baaki bhi nahin
 Humraah koi, saathi bhi nahin, ab yaad koi baaki bhi nahin
 Ab phool khile jakhmon ke kya, ab phool khile jakhmon ke kya,
 Aankhon ne barasna chhod diya,
 Aankhon ne barasna chhod diya
 Hai chand ka munh utra utra, taaron ne chamakna chhod diya,
 Is dil ne dhadakna chhod diya
 
 Humne yeh duvaa jab bhi maangi, taqdeer badal de aye maalik
 Humne yeh duvaa jab bhi maangi, taqdeer badal de aye maalik
 Awaaz aayi ke ab humne, awaaz aayi ke ab humne, taqdeer badalna chhod diya,
 Taqdeer badalna chhod diya
 Hai chand ka munh utra utra, taaron ne chamakna chhod diya,
 Taaron ne chamakna chhod diya
 Jis din se juda woh humse hue, is dil ne dhadakna chhod diya,
 Is dil ne dhadakna chhod diya
 Jis din se juda woh humse hue, is dil ne dhadakna chhod diya,
 Is dil ne dhadakna chhod diya
 Hun hun hun... aa aa aa...
 
 
 

Tumse milana, baate karna, bada achchha lagata hai...


Tumse milana, baate karna, bada achchha lagata hai...
Kya hai yeh, kyon hai yeh, kya khabar, hai magar jo bhee hai
Bada achchha lagata hai... 

Tumse milana, baate karna, bada achchha lagata hai

Teree chhotee chhotee baat, teree har ek mulaakaat
Tadpaaye mujhako lamaha lamaha tera saath...

Kya hai yeh, kyon hai yeh, kya khabar, hai magar jo bhee hai
Bada achchha lagata hai

Behake behake mere din, mehakee mehakee meree shaam
Kore aanchal te saja mai toh likhu tera naam...
Kya hai yeh, kyon hai yeh, kya khabar, hai magar jo bhee hai
Bada achchha lagata hai
Tumse milana, baate karna, bada achchha lagata hai... 




Uss chaand kaa mukaabala kya hoga iss chaand ke aage

Tauba yeh saadagee, chehre pe taajagee
Yeh baat usame kaha...


Uss chaand kaa mukaabala kya hoga iss chaand ke aage
Too ru tu ru, too ru tu ru
Yeh saaree raat jagaaye hame, woh bechara saaree raat jaage
Too ru tu ru, too ru tu ru
Tauba yeh saadagee, chehre pe taajagee
Yeh baat usame kaha
Uss chaand kaa mukaabala kya hoga iss chaand ke aage

Tere naam jindagee... 

Ham yeh sochate the koyee aisa nahee, jo banaaye yu hamko kabhee...
Lekin yeh ho gaya paagal dil kho gaya, aisa koyee bhee naa yaha
Uss chaand kaa mukaabala kya hoga iss chaand ke aage
Too ru tu ru, too ru tu ru


Tere naam jindagee...Kya hai bekaraaree, kya hai divaanagee
Koyee puchhe jara hamse, kya hai aashikee..Har pal woh pas hai, woh sabse khaas hai
Aisa koyee dusara kaha
Uss chaand kaa mukaabala kya hoga iss chaand ke aage

Yeh saaree raat jagaaye hame, woh begaana saaree raat jaage
Too ru tu ru, too ru tu ru
Tauba yeh saadagee chehre pe taajagee, yeh baat usame kaha

.O o o o o o...
Too ru tu ru...




Tere naam hamne kiya hai jivan apana saara sanam

Tere naam hamne kiya hai jivan apana saara sanam
Hooooo jivan apana saara sanam
Tere naam..
Hamne kiya hai jivan apana saara sanam
Hooooo jivan apana saara sanam
Pyaar bahut karte hai tumse, ishk hai too hamaara sanam
Ho ishk hai too hamaara sanam
La la la la la la...

Tere ishk ne saathiya, tera haal kya kar diya.
Nindo me aankho me pyaase khwaabo me
Too hee too hai yaara mehakee saanso me
Har bechainee rah rah ke yeh kehatee hai
Har dhadkan me teree chaahat rehatee hai
Tere bina.
Naamumkin hai jindagee kaa gujaara sanam
Ho jindagee kaa gujaara sanam

Laagee chhute naa, laagee chhute naa, laagee chhute naa
Ishk kaa dhaaga tute naa...
Tere ishk ne saathiya, tera haal kya kar diya..

Duree hai majburee hai tanhaayee hai
Teree yaad hame kis mod pe laayee hai
Apanee toh manjil hai teree raaho me
Jina marna hai abb teree baaho me
Tere liye...
Iss duneeya kaa har sitam hai gawaara sanam
Ho har sitam hai gawaara sanam
Tere naam hamne kiya hai jivan apana saara sanam
Ho jivan apana saara sanam

Tere naam, tere naam










TEARS OF JOY!


Abhi mujh mein kahin Baaqi thodi si hai zindagi

Abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi
Jagi dhadkan nayi
Jaana zinda hoon main toh abhi
Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n :'( zaraa
Mar jaaoon ya jee loon zaraa

Ho o.. abhi mujh mein kahin
Baaqi thodi si hai zindagi

Ho.. dhoop mein jalte huey tann ko
Chhaya perh ki mill gayee
Roothe bachche ki hansi jaise
Phuslaane se phir khill gayee
Kuchh aisa hi abb mehsoos dil ko ho rahaa hai
Barso'n ke purane zakhm pe marham laga sa hai
Kuch aisa rahem, iss lamhe mein hai
Ye lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoon ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n zaraa
Mar jaaoo'n yaa jee loon zaraa

Dor se tooti patang jaisi, thi ye zindagani meri
Aaj ho kal ho mera naa ho
Har din thi kahani meri
Ik bandhan naya peechhe se abb mujhko bulaaye
Aane waley kal ki kyun fikar mujhko sata jaaye
Ik aisi chubhan iss lamhe me hai
Ye lamha kahaan tha mera aa
Ab hai saamne
Issey chhoo loon zara
Mar jaaoo'n ya jee loon zara
Khushiyaan choom loon
Yaa ro loo'n zaraa
Mar jaaoo'n ya jee loon zara



Because She Would Ask Me Why I Loved Her

If questioning would make us wise
No eyes would ever gaze in eyes;
If all our tale were told in speech
No mouths would wander each to each.
Were spirits free from mortal mesh
And love not bound in hearts of flesh
No aching breasts would yearn to meet
And find their ecstasy complete.
For who is there that lives and knows
The secret powers by which he grows?
Were knowledge all, what were our need
To thrill and faint and sweetly bleed?.
Then seek not, sweet, the “If” and “Why”
I love you now until I die.
For I must love because I live
And life in me is what you give.




That’s only because I fell in love with you

I see the world through my eyes
As a vicious cycle of pain and lies
You’ll never see what’s inside of me
So back away and leave me be
I’m sorry to say
But stay away
I don’t want to hurt you
Even though it may seem cruel
You are there in everything I do
That’s only because I fell in love with you


Kuch na kaho, kuch bhi na kaho

Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kya kehna hai, kya sunna hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Khoyi sab pehchane, khoye saare apne
Samay ki chalne se gir girke khoye saare sapne
Khoyi sab pehchane, khoye saare apne
Samay ki chalne se gir girke khoye saare sapne
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Humne jab dekhe the sundar komal sapne
Phool sitarein parbat baadal sab lagte the apne
Humne jab dekhe the sundar komal sapne
Phool sitarein parbat baadal sab lagte the apne
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho
Kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kya kehna hai, kya sunna hai
Mujhko pata hai, tumko pata hai
Samay ka yeh pal tham sa gaya hai
Aur is pal mein koi nahin hai
Bas ek main hoon, bas ek tum ho

aye dil-e-nadan Arzoo kya hai, justajoo kya hai

Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan
Arzoo kya hain, justajoo kya hain
Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan
Arzoo kya hain, justajoo kya hain
Aye dil-e-nadan
Hum bhatakte hain
Kyun bhatakte hain
Dashta-o-sehara mein
Ayesa lagta hain
Mauj pyasi hain
Apne dariya mein
Kaisi uljhan hain, kyun yeh uljhan hain
Ek saya sa, rubaru kya hain
Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan
Arzoo kya hain, justajoo kya hain
kya qayamat hain
Kya musibat hain
keh naheen sakte
Kiska arman hain
Zindagi jaise khoi khoi hain
Hairan hairan hain
Yeh zameen chup hain aasman chup hain
Fir yeh dhadkan si charsu kya hain
Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan



Why did you break my heart, why did we fall in love

Why did you break my heart, why did we fall in love
why did you go away, away, away, away
(dil mera churaya kyun jab yeh dil todna hee tha
hamse dil lagaya kyun hamse munh modna hee tha)
why did you break my heart, why did we fall in love
why did you go away, away, away, away
ho, dil ko dhadakna tune sikhaya, dil ko tadapna tune sikhaya
ankho me ansu chhupe the kahee inko chhalakna tune sikhaya
sine me basaya kyun dil se jab khelna hee tha
hamse dil lagaya kyun hamse munh modna hee tha
dil mera churaya kyun
why did you break my heart, why did we fall in love
why did you go away, away, away, away
ho, milti thi najre jab bhi najar se, uthte the shole jaise jigar se
sanso se nikla jaise dhuan sa banta tha mujhse jite naa marte
aag kyun lagayi jab bujhaye dil chhodna hee tha
hamse dil lagaya kyun hamse munh modna hee tha
dil mera churaya kyun jab yeh dil todna hee tha
hamse dil lagaya kyun hamse munh modna hee tha
why did you break my heart, why did we fall in love
why did you go away, away, away, away


Kisi shayar ki ghazal, dream girl

Hothon pe rangat hain
Dil mein mohabbat hain
Kya jism-e-aurat hain
Bas jannat hi jannat hain
Dream girl, dream girl, dream girl
Dream girl, dream girl, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Kisi jheel ka kanval, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Kisi jheel ka kanval, dream girl
Kahin to milegi, kabhi to milegi
Aaj nahin to kal
Dream girl, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Kisi jheel ka kanval, dream girl
Kahin to milegi, kabhi to milegi
Aaj nahin to kal
Dream girl, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Lipti gulabon mein, simti hijabon mein
Lipti gulabon mein, simti hijabon mein
Khwabon mein aati hai, bheegi sharabon mein
Paas rahti hai woh pal do pal, kaun?
Dream girl, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Kisi jheel ka kanval, dream girl
Jab dekhti hain woh main dhoond lunga to
Jab dekhti hain woh main dhoond lunga to
Shabnam, ghata, chandni ban jaate hain doston
Rang roop leti hai woh badal, kaun?
Dream girl, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Kisi jheel ka kanval, dream girl
Ghum se bikhar jaaon jee se guzar jaaon
Kya teri marzi hain bin dekhe mar jaaon
O kabhi parde se bahar nikal
Aye dream girl, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Kisi jheel ka kanval, dream girl
Kahin to milegi, kabhi to milegi
Aaj nahin to kal
Dream girl, dream girl
Kisi shayar ki ghazal, dream girl
Kisi jheel ka kanval, dream girl
Dream girl, dream girl
Dream girl, dream girl

Yadon ka malba


tere ishq mai meri jaan fana ho jaye


kaise laron muqadma ...


har sham ...


chalo hum farz karty hain


Ankhen meri


Tasweer raaks karti rahi


A LIFE TIME TO PROVE IT...


Humsafar Mere


OUR LOVE STORY


TRUE LOVE


HOW MUCH I LOVE U!



I M URS