Pages

Saturday, 3 January 2015

tum chor do ge to mar jaye ge

Ye mat socho ke tum chor do ge to mar jaye ge
Wo be jee rahe hai jin ko tere khatir hum ne chora

Suljha hua sa

Suljha hua sa fard, samajhte hain mujh ko log,
Uljha hua sa mujh main, koi doosra bhi ha

Naya Saal Mubarak

Jab Bhi Sochoon Tujhe Dard Apna Barha Leta Hoon
Phir Har Naye Saal Ka Suraj Dekh Kar Muskura Leta Hoon

Mah December Ki Sard Raatoon Ke Waadey Yaad Karke
Thorey Thorey Ashk Ankhoon Se Apni Baha Leta Hoon

Kabhi Jo Ankhoon Main Terey Ashk Dekhoon
Khuwab Ban Ke Woh Tamam Ashk Chura Leta Hoon

Yeh Adat To Husno Wafa Ke Qayal Jante Hain Mayri
Ke Piyar Miley Jahan Bhi Sir Apna Jhuka Leta Hoon

Jab Bhi Koi Ghazal Terey Naam Likhoon
Batein Likhta Hoon Tamam Magar Tera Naam Chupa Leta Hoon

Na Samjha Tu Ne Mujhe Aur Na Hi Mayri Mohabbat Ko Aey Dost
Naya Saal Mubarak Khush Rehne Ki Tujhe Dua Deta Hoon

K0i PHo0l SaJaTi H0Gi

H0Ti H0Gi MeRe B0say Ki TalaB Main PaaGal
Jab BHi ZulF0un Main K0i PHo0l SaJaTi H0Gi