Pages

Friday 18 July 2014

aye dil-e-nadan Arzoo kya hai, justajoo kya hai

Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan
Arzoo kya hain, justajoo kya hain
Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan
Arzoo kya hain, justajoo kya hain
Aye dil-e-nadan
Hum bhatakte hain
Kyun bhatakte hain
Dashta-o-sehara mein
Ayesa lagta hain
Mauj pyasi hain
Apne dariya mein
Kaisi uljhan hain, kyun yeh uljhan hain
Ek saya sa, rubaru kya hain
Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan
Arzoo kya hain, justajoo kya hain
kya qayamat hain
Kya musibat hain
keh naheen sakte
Kiska arman hain
Zindagi jaise khoi khoi hain
Hairan hairan hain
Yeh zameen chup hain aasman chup hain
Fir yeh dhadkan si charsu kya hain
Aye dil-e-nadan, aye dil-e-nadan



No comments:

Post a Comment