Pages

Wednesday, 27 August 2014

I am alone,



I am alone,
so very alone

I hurt,
so very bad

I am ignored,
just thrown aside

I am security,
for others to have

I am lonely,
there is no one close,
no one sees the pain

I cry,
hope is gone

I am alone,
and no one knows








gham mein nikle aansu…



zaroori nahi ke gham mein nikle aansu…
muskurati ankhon me bhi sailab hote hain !!!




Koi hamdard na tha




Koi hamdard na tha to koi dard na tha
Phir aik hamdard mila aur us se dard mila









Ishq Ki Bazi




Musalsal Ishq Ki Bazi Jo Na Khelo To Behtar Hai.
Mohabbat Aag Jaisi Hai Jala Kar Rakh Kar Degi



Mera dard



Mera dard mera hi dard tha
Bara dard hua ye jan kar



Shehr Ki Ajnabi Galiyun Main



Shehr Ki Ajnabi Galiyun Main
Meri Mohabat Mujh Se Kho Gai,
Tou Mujh Se Bechar Gya Kahen
Main Tanha Tanha C Ho Gai,
Jab Dekha Kisi Ko Kisi K Saath
Main Tuje Yaad Kr Ky Ro Gai
Teri Judai Main Yun Barsen Aankhen
Ky Barssat Mera Daman Bheego Gai
Mujhe Ab Kisi Se Kya Gila Karna Touseef
Jab Khud Meri Qismat He So Gai,





sajan maan jao na



Main teri aankhoon
mein rehta hoon
tujhe pata na chale
tere har pal mein guzra hoon
tujhe pata na chale
Kare toh phir kya kare
tere bin kaise jiye
aaaaankhoon mein pyaar liye
bolo kahaan kahaaaan phiree
Khafa to hum bhi He tum bhi ho
humein pata na chale
judai ka mujhe gham bhi hai
koi aisi khata na karein
Kare toh phir kya kare
tere bin kaise jiye
aankhoon mein pyaar liye
bolo kahaan kahaan phire
Sajni paas bulao na
ki dil aaj toota hai
aaj toota hai
sajan maan jao na
ki woh aaj rootha hai
aaj rootha hai
koi use aaj manaye na
Jaane ja
dil tujhe hi chaaahe na
Humein dil se bolao na
yehi ab kehna hai
ab kehna hai
tum paas aona
aaoonnaaaaaaa
Sajni paas bulao na
ki dil aaj toota hai
aaj toota hai
sajan maan jao na